Toofano
se Aankh milao, Sailabo per Vaar Karo,
Mallaho
ka Chakkar chodo, tair k dariya paar karo
Aaj
shiddat se karo kosish chirag banne ki,
Kaun
jane kal tumhi se roshan sara jahan ho.
Fasaad
paida karne waale sach se.
Aman
phelane waala jhoot ziyaada behtar hai..
Deen
aur duniya ko saath rakhna parhta hai.
Masjidon
mein rehne se Jannatein nahin milti.
Sab
din bhagwaan ke, kyaa mangal kyaa peer /
jis
din soyaa der tak, bhuka raha fakeer..
Taqdeer
ke Likhe Par Kabhi Shiqwa Na Kar ae bande.
Tu
Abhi itna Samajhdaar Nahi Ki. Rab ke iraade Samajh Sake.
Ab
to zakhm naasoor banke bhi logon ko dikhayi nahi dete,
ek
waqt tha jab chot lagne pe maa haldi wala doodh ley aati thi.
Doobe
huye taaron ka ye maatam nahin karti.
Chadte
huye sooraj ki pujaari hai duniya..
Jab
kabhi khud ki harkaton pe sharam aati hai..
Dheere
se bhagwaan ko chai paani chadha deta hoon- GulzarMaana ke mayoosi ki zameen badi sakht hai.. Phir bhi fasl e umeed lagane mein kya harj hai..
ख़ुद पुकारेगी जो मंज़िल तो ठहर जाऊँगा वर्ना ख़ुद्दार मुसाफ़िर हूँ गुज़र जाऊँगा
Nice! You have got yourself a fan!
ReplyDelete